Har roz neet naye ruup main milate rahana
Khwaab sunahare aankhon main bharate rahana
Pyaar ka dariya oochchal raha hai deel main
Tuum lahare bannkar oose chuumate rahana
Kab taq pyaase bhatakate rahoge
Registan si meri veeraan zindagi main
Meele agar paani khara bhi to
Peekar pyaas buuzaate rahana..
Hamane to chaaha ki lejaye tumhe
Bagon main; baharo main; chaman main
Par na pata tha har guzarata hua rasta
Registaan se thaa..................
.................aameen