Yaad hai muuze mili thi tuum ek deen
Naa bhuul saka hoon maiin aaj bhi voh deen
Tuumhara haseen chahera; aur bolati aankhe
Yaad hai muze aaj bhi kuuchch kahati aankhe
Mann ke bhaav bataati ankhe
Hame deel main utaarti aankhe
Yaad hai aaj bhi tuumhari voh tirachchi nazar
Jo ghayal kar gayi; kar gayi deel par gahara asar
Tuumhare adhkhule otho ki muskurahat
Reshami zulfon ke peechche
Dhaka hua chahera; aur tirchchi nazare
Swapn main dekhi tumhari yeh tasveer
Aaj bhi meri yaadon main bas rahi hai
Haqeeqat banker
Aaj bhi main tuumko paata hoon
Meri aas pass har waqt har ghadi
Jab ki tuum basi ho mere sapano main
Haqeeqat banker..............
...................aameen