Apane astitva ko khoye beenaMere astitva main sama jaao Apani dhoop main jalane se Meri chchaavo main aa jaao
Apane chahere ki khamoshi chchuupakar Apane shabdon main meri aawaaz bann jao Laakho gam aaye jivan main pheer bhi Meri aankhon main Suunahare sapane basaa jaao
Jaise baadal aur paani ki yaari hai Jaise phool aur suugandh ki yaari hai Vaise hi jiyenge hamm aur tuum Bass yoonhi saath saath chalkar hardamm Meri zindagi tuum merey saath jiye jaao ....................................................aameen